AJ mein apko body detox karne ke upay bataunga agar aap apne jism ko achcha aur sehatmand dekhna chahte Hain to iske liye body detoxification bohat zaruri hai.
Detox Kya Hota hai?
Detoxification main Hum apnse jisam ke jahrile mado ko Bahar nikaalte Hain agar aapke jisse main jahrile maday bahut jyada ho chuka hai to yah aapke liye bahut achcha kam karega aur aapko sehatmand aur Khush jindagi gujarne mein madad karega.body detox kaise kare
Body ko detox karna bahut hi aasan hai main aapko saaf aur acha khana aur Pina hoga body ko detox karne ke liye aapko 5 chijon per Amal karna lazmi hai.- Daily Roza
- Filtration water
- Avoid junk foods
- Detoxification juice
- Exercise/walk
Detox juice recipe
Iske liye aapko 4 chijon ki jarurat padegi- 1 glass water
- 1 chammach Saunf
- 3 chhoti ilayachi
- 4 chammach pudina ke patay
Raat ko 1 gilas Pani lekar usse ubal lain FIR usmein 1 chammach saunf 3 chhoti ilayachi teen ilayachi aur thoda sa pudina add kar de FIR usko fridge mein rakh dein or subha usko saaf kr ke pi lein isse apki puri bodi detox ho jaye gi.
FAQs
Q-1. Detoxification kyu zaroori hai?
Ans. Aapki body ko sehat acha aur active karne ke liye detoxification jaruri hai
Q-2. Detox kaise kiya jata hai?
Ans. Detox karne ke liye aapko achcha khana Pina aur aur exercise krna zaruri hai
Q-3. Kya detox se vajan kam kiya ja sakta hai?
Ans. Vajan kam Kiya ja Sakta hai magar aapko calories deficit mein rahana hoga
Q-4. Detox kitne dinon tak kiya ja sakta hai?
Ans. Aap kam se kam 1 hafta aur jyada se jyada 3 hafte tak is ko isko kar sakte hain
Q-5. Kya detoxification ke side effects ho sakte hain?
Ans. Ismein aapka sar Dard hota hai agar jyada problem hai to aap isko band kar den
Q-6. purre jisam ko detox kaise karin?
Ans. Detoxification juice pee kar aap apni puri body ko detox kar sakte hain.
0 Comments